Breaking News

Header Ads

Bharat kyun nahi bna pata saste products ?



Dosto aaj market me kahi bhi chale jayiye made in india se zyada made in china ke products  he milenge. khilone s leker bade bade electric product china ke hi milenge. Agar aap china jaenge to bahut rare cases me apko india ke products hi mile.China me sirf Chinese product hi milenge  ha bahut kam esa hota hain ki kisi or country ke product ho. unke bazaar me humare idian ko dekhna bade naseeb ki baat hogi . to ab sawal yeh h ki unke product ka itna use kyu hota h.kyunki vo saste h is liye ? to inke products itne sate kyu h bharat itne saste product kyu nhi bana pata. to chaliye aaj hum ise samajhne ki koshish kerte h. ki bharat itne saste product kyu nhi bana pata?o r is ke kuch ase intersting facts batayenge jo shayed hi apne pehle kabhi na sune honge.




duniya ki badi badi economy wale desho me sabse kem peso me labour china me mil jati h. yeh bat kuch hed tk sahi bhi h. vietnaam  or sri lanka jese desho me labour cost china ki labour cost se 30% kem h. lekin inki or china ki labour ki khushalta me kafi difrence h, phir bhi bite kuch salo me china ki labour cost 15% bed gyi h.







productivity growth ↑ me china ki baat kare to duniya ke sabhi desho me china 2017 me sabse aage h. ssal 1990 se leker 2010 tk unki annual avearage productivity growth 2.8% thi jabki u.s.a ki 0.5% thi or japan 0.2% thi . tp unka   productivity growthitna zayda kyu h. kyunki unko sabse bead fayda yeh h ki uske raw matirial zayada ter her domastic level per hi mil jate h yaneki apne desh me hi mill jata h matirial. or iska best example h electric component.




agla h compatitave pricing is  ko bhi china low price me afford kr sakte h. kyunki use products ke inovation ya products ki R&D kuch nhi kerna pedhta . is ke do reason h pehla china vo product banata h jo pehle bwn chukah yani sirf manufacture ka kharch hota h.  dusra china ke pass IPR ka abhav  h china product ki copy kerne me 1st number perh jo puri duniya ko pata h. for example agar honada compaony agar apna product duniya me kahi bhi launch kerta h. to china jaldi hi uski copy kerne me lg jayega. mtlb jada se jada product china me copy ho jata h. jada se jada product ko sasta kerna pedhta h. or ise sasta kene ke liye bahari matra me uska utpadan kerna pedhta h. or jeb bahari matra me uska utpadan hoga t uska kharch bhi kem ho jayega. jis se unka product bhi sasta ho jayega. or dusra tarika h dumping stratagy  china dumping se hi kaam kerta h. dumping ka kya mtlb h ki china ka vayapari ya product manufaturare apne product dure desh  me export kerta h. or uska rate local market se bhi kem rehta h. dumping straegy ko  use kerne ka mtlb h market pr kabza kerna ya market ko todh dena jo china ko behter tarike se ata h.


to bharat ko aage aane ke liye kya kerna chayiye . desh ke  bade bade kuch economist ke mutabic  rules ko simple kerna padhega  yani ki comersial rule. business ko asan banana padhega. manufacture or agriculture section me sudhar lane padhenge. labour ko new new skills sikhani hogi. yani ki use maltispecilist banana padhega. expert ko improove kerna padhega.

or sabse asan tarika china product ko kharidna hi band ker dijiye. apne aap hi bharat us  se   age nikal


  jayega. kyunki jin  peso se  aap unke product kharid te h. un hi peso s e vo hatiyar banate h. or vahi hatiyar se bharat ke saniko ki mot hoti h.



umeed h aapko humara ye article acha lega hoga .


thankyou.





















Post a Comment

1 Comments

if you have any doubts,pls let me know