dosto kya hoga jb 1 second ke liye puri dunia bher me internet band ho jaye to chaliye samajhte h ki kya hoga jb 1 second ke liye puri dunia me internet band ho jay to..
inernet yeh ek aesa word h jo sb logo ke liye bilkul aam sa ho gya h. chote se leker buzurg aadmi tk ke bare pta h. or her koi isse janana chahta h or iss ke deep tk jana chahta h. internet hr kisi ko aape me jod rakha h. internet ki pahunch itni zayada ho gyi h ki is ke bina jina ek dum mushkill sa hoi gya h. or koi bhi kaam iss ke bina mushkil sa lage lagta . lekin aapne kabhi socha h ki ager 1 second ke liye internet band ho jaye to kya hoga. internet pr hr ek second bhi bahut kimti ho gya h. or ager yeh ek second ke liye bhi band ho ya to bahut kuch ho sakta h.
1.ek resesearh ke anusar aaj ke waqt crroro log online rehte h to zahir si baat h vo log to data use kerte hi honge or us data ko joda jaye to lagnhag 38,113gb data he ek second use hota h. sochiye ager 1 second ke liye internet band hoga to kitna data bhi khatam ho jayega.
2.her 1 second google pr 56,446 searches hotih. iss ke liye google ko superpower servers ki zarurat padhti h . 1 second ke liye net band hota h to itni searches thup ho jayengi.
3.kya aap jante h 1second me 1,32,100 views aate h. or lagbhag hr 1 second youtube pe 1hourki videos upload jo yi h. mtln 1 second ka net ka band hona mtlb sare views or video uploading 1 second ke liye thup ho jayega.
4.ye dono social sites to esi h jin me aap bhi user honge .facebook pr lagbhag 1second me 5 profiles banayi jati h. hr 1 second me 10 lakh se bhi zayada log online rehte h. or sath hi hm twiter ki bat kare to hr 1 second me 700 se bhi zayada tweets hote h ager 1 second ke liye bhi net band hota to 10 lakh log aaps me baat nhi kr paenge. o r tweeter pr tweet nhi kr paenge.
5.aap nhi jante honge ki 1 second me emailssend and recive kiye jate h. or ager internet band ho jaye to lagbhag 25 lakh emals ka nuksan ho jayega.
to apne itna kuch jaan liya ki ager 1 second ke liye net band ho jaye to kya hoga .to chaliye aapko yeh bhi batadete h ki yeh possible hi nhi h nhi h kyunki yeh ek decentral network h. iska koi ek botton nhi h jo pure internet ko band ker de. google band to facebook bhi band ho jaye aesa nhi ho sakta h. ager google band to facebook on hi rahega.
ager aapko humari yeh post passend aayi to pls ise share kare apne dosto ke sath . ager koi mistake hui to niche coomment box me zarur bataye
0 Comments
if you have any doubts,pls let me know